The song Sun Maahi Lyrics is sung by Armaan Malik and it features Armaan Malik. Lyrics are written by Kunaal Vermaa while its music is also composed by Amaal Mallik.

Sun Maahi Song Details
Song – Sun Maahi
Singer – Armaan Malik
Lyricist – Kunaal Vermaa
Music – Amaal Mallik
Music Label – Armaan Malik
Armaan Malik Sun Maahi Lyrics
Hai mausamo ki adaaon mein tu
Behta hai bheegi hawaon mein tu
Din bhar chale hai khayalo mein tu
Sun maahi
Hai gunguni si subaahon mein tu
Khamoshiyon mein sadaaon mein tu
Faila hai chaaron dishaon mein tu
Sun maahi
Khwabon ke kinaare mein bhi aau
Tu bhi aa re jee le zindagi zara si
Thode lamhe guzaare
Naa ho duniya ki baatein
Hum dono aur ye taare
Maine dhoondha hai saara jahan
Tere jaisa koi kahan re
Khwabon ke kinaare mein bhi aau
Tu bhi aa re jee le zindagi zara si
Thode lamhe guzaare
Naa ho duniya ki baatein
Hum dono aur ye taare
Maine dhoondha hai saara jahan
Tere jaisa koi kahan re
Jeena aaj se chahta hoon
Haan tu wahin zindagi hai
Kehne ka matlab to yoon hai
Mere paas har khushi hai
Bas tu aaj ik teri kami hai
Khwabon ke kinaare mein bhi aau
Tu bhi aa re jee le zindagi zara si
Thode lamhe guzaare
Naa ho duniya ki baatein
Hum dono aur ye taare
Maine dhoondha hai saara jahan
Tere jaisa koi kahan re
Khwabon ke kinaare mein bhi aau
Tu bhi aa re jee le zindagi zara si
Thode lamhe guzaare
Naa ho duniya ki baatein
Hum dono aur ye taare
Maine dhoondha hai saara jahan
Tere jaisa koi kahan re
Maine dhoondha hai saara jahan
Tere jaisa koi kahan re
More Song List
- 12 Ladke -Tony Kakkar & Neha Kakkar
- Kaala Jaadu – Arijit Singh, Nikhita Gandhi
- Aao Naa – Vishal Mishra
- Thodi Thodi Saans – Yasser Desai
- Main Toh Main Hoon – Mili
- Apna Bana Le – Bhediya