Chaand Sitaare Phool Aur Khushboo – Kumar Sanu

Chaand Sitaare Phool Aur Khushboo lyrics in Hindi from the movie Kaho Naa Pyaar Hai (2000), sung by Kumar Sanu and Kavita Krishnamurthy. This song is written by Sawan Kumar and music composed by Rajesh Roshan. Starring Hrithik Roshan and Ameesha Patel.

Kaho Naa Pyaar Hai Song Lyrics

Song: Chaand Sitaare Phool Aur Khushboo
Album: Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
Singer: Kumar Sanu, Kavita Krishnamurthy
Lyrics: Sawan Kumar
Music: Rajesh Roshan
Music Label: Saregama Music

Kumar Sanu Song Chaand Sitaare Phool Aur Khushboo

Chaand sitaare phool aur khushboo
Chaand sitaare phool aur khushboo
Yeh to saare puraane hain
Taaza taaza kali khili hai
Hum uske deewane hain

Arre kaali ghataayein, barkha, savan ho..
Kaali ghataayein, barkha, savan
Yeh to sab afsaane hain
Taaza taaza kali khili hai
Hum uske deewane hain

Andaaz hain uske naye naye
Hai naya naya deewanapan o..
Andaaz hain uske naye naye
Hai naya naya deewanapan o..
Pehna ke taj jawani ka
Hans ke laut gaya bachapan
Geet gazal sab kal ki baatein ho..
Geet gazal sab kal ki baatein
Uske naye taraane hain
Taaza taaza kali khili hai
Hum uske deewane hain

Hai roop mein itna saadapan to
Kitna sundar hoga man ho..
Hai roop mein itna saadapan to
Kitna sundar hoga man ho..
Bin gehne aur singar bina
Woh to lagti hai dulhan
Kajal, bindiya, kangan, jhumke o..
Arre kajal, bindiya, kangan, jhumke
Yeh to guzre zamaane hain
Taaza taaza kali khili hai
Hum uske deewane hain

Chaand sitaare phool aur khushboo
Yeh to saare puraane hain
Taaza taaza kali khili hai
Hum uske deewane hain

Arre kaali ghataayein, barkha, savan ho..
Kaali ghataayein, barkha, savan
Yeh to sab afsaane hain
Taaza taaza kali khili hai
Hum uske deewane hain

More Hindi Songs