Yeh Jawaani Hai Deewani movie dialogues, this film was directed by Sandeep Reddy Vanga, and produced by Bhushan Kumar, Krishan Kumar, Murad Khetani, and Pranay Reddy Vanga. Starring Ranbir Kapoor, Deepika Padukone, Kalki Koechlin, Aditya Roy Kapur.

Movie: Yeh Jawaani Hai Deewani
Director: Ayan Mukerji
Producers: Hiroo Yash Johar, Karan Johar
Music Composer: Pritam
Cast: Ranbir Kapoor, Deepika Padukone, Kalki Koechlin, Aditya Roy Kapur
Release date: 31 May 2013
Yeh Jawaani Hai Deewani Movie Ke Dialogues
Main udna chahta hoon, daudna chahta hoon, girna bhi chahta hoon … bus rukna nahi chahta
22 tak padhai, 25 pe naukri, 26 pe chokri, 30 pe bachche, 60 pe retirement … aur phir maut ka intezaar … dhat aaisi ghisi piti life thodi jeena chahta hoon
Tumhari smile kitni dangerous hai pata hai? … mere paas dil hota na, teri smile pe pakka aa jaata
Tumhari smile kitni dangerous hai pata hai? … mere paas dil hota na, teri smile pe pakka aa jaata
Mujhe tumse pyar ho jayega … phir se
Tumhare jaisi ladkiyan flirting ke liye nahi … ishq ke liye bani hai
Shaadi is dal chawal for pachaas saal till you die … arre life mein thoda bahut keema pav, tangdi kabab, hakka noodle bhi hona chahiye nah?
Yaadein mithai ke dibbe ki tarah hoti hai … ek baar khula toh sirf ek tukda nahi kha paoge
Tum pehle bhi itni khoobsurat thi … yah waqt ne kiya koi haseen sitam?
Ishq meri sehat ke liye achcha nahi hai
Shaadi ke basic concept mein hi jhol hai
Badtameezi ek bimaari hai … aaisi bimaari joh dheere dheere waqt ke saath budhape mein badal jaati hai … main kehta hoon jab tak budhapa nahi aata … todhi badtameezi hi kar lete hai
Husn ka mazaak na uda … kahin husn ke haathon tera mazaak na ban jaaye … manchala hai, khoobsurat hai, magar ladka hai tu … tujhe ladkon aur mardon mein fark kaun samjhaye
Yeh shokhi, yeh adaayen, yeh baankpan … inki keemat bhala duniya tay kar sakti hai kya … achcha chal itna bata teeno ka milake package mein kuch kam karti hai kya
Yeh nigahen nashtar, yeh honth kausar … meri aagosh mein hosh bhi behosh hoga … ab bhi waqt hai nikal lo bhailog … nahi toh kal subah afsoos hoga
Tiger 3 – Salman Khan, Katrina Kaif
CRAKK – Vidyut Jammwal
Gadar 2 – Sunny Deol
Bawaal – Varun Dhawan
The Kerala Story – Adah Sharma