Kal Ho Na Ho movie dialogues, this film was directed by Nikkhil Advani, and produced by Yash Johar, Karan Johar. Starring Shah Rukh Khan, Saif Ali Khan and Preity Zinta.
Movie: Kal Ho Na Ho
Director: Nikkhil Advani
Producers: Karan Johar, Yash Johar
Cast: Shah Rukh Khan, Saif Ali Khan and Preity Zinta
Release date: 28 November 2003
Kal Ho Na Ho Movie Dialogues
Aaj … aaj ek hasi aur baant lo … aaj ek dua aur maang lo … aaj ek ansoon aur pee lo … aaj ek zindagi aur jee lo … aaj ek sapna aur dekh lo … aaj … kya pata, kal ho naa ho – Shah Rukh Khan
Main aankhen band karta hoon toh tumhe dekhta hoon … aankhen kholta hoon toh tumhe dekhna chahta hoon … tum paas nahi hoti ho toh tumhe chaaron taraf mehsoos karta hoon … har pal, har ghadi, har waqt – Shah Rukh Khan
Tumhare paas joh hai tumhare hisaab se kam hai … lekin kisi doosre ke nazar se dekho … toh tumhare paas bahut kuch hai – Shah Rukh Khan
Kaash … kaash main tumhari jagah pe hota … kaash – Shah Rukh Khan
Pyar ka pehla kadam dosti hai, aur aakhri bhi … bus beech ke kadam reh gaye hain – Saif Ali Khan
Pyar toh bahut log karte hai … lekin mere jaisa pyar koi nahi kar sakta kyun ki kisi ke paas tum joh nahi ho – Shah Rukh Khan
Soocho, soocho … aur soochne ke liye main tumhe apni saari zindagi deta hoon – Saif Ali Khan
Main tumhe zindagi bhar pyar karoonga aur marte dam tak pyar karoonga … aur uske baad bhi – Shah Rukh Khan
Che din ladki in … sirf che din! – Shah Rukh Khan
Laal mere dil ka haal hai … lagta tumpe kamaal hai … yeh tofha nahin sawaal hai … kya Subhash Ghai ki picture Taal hai? – Saif Ali Khan
Only asking you to dance yaar … not maarooing chance – Saif Ali Khan
Jitna tum ladki ke peeche bhaagoge utna hi woh tumse door bhaagegi … agar tum ladki ke peeche nahi bhaagoge toh woh confuse ho jayegi aur tumhare peeche bhaagegi … yeh pata karne ke liye ki woh confuse kyun hai – Shah Rukh Khan
Main shayar toh nahi magar aye haseen … aage ki lines main jaanta nahi – Saif Ali Khan