Hai Tamanna Hume Tumhe Dulhan Banaye Lyrics – Kaifi Khalil

Hai Tamanna Hume Tumhe Dulhan Banaye Lyrics Sung By Kaifi Khalil Featuring By Kaifi Khalil Is The Latest Hindi Song With Music Given By Kaifi Khalil. Hai Tamanna Humein Tumhe Dulhan Banaye Lyrics Is Written By Kaifi Khalil. While Video Is Drector By Muhammad Baloch. This Song Officially Published On Kaifi Khalil Youtube Channel.

Hai Tamanna Hume Tumhe Dulhan Banaye Lyrics

Kahani Suno Song Info

✅ Song TitleKahani Suno
✅ SingerKaifi Khalil
✅ LyricsKaifi Khalil
✅ MusicKaifi Khalil
✅ Music LabelKaifi Khalil

Kahani Suno Lyrics

Kahani suno zubani suno
Mujhe pyar hua tha
Ikrar hua tha

Kahani suno zubani suno
Mujhe pyar hua tha
Ikrar hua tha

Deewana hua Mastana hua
Teri chahat main kitna fasana hua
Tere aane ki khooshbu tere jaane ka manzar
Tujhe milna padega ab zamana hua

Sadayein suno jafayein suno
Mujhe pyar hua tha
Ikrar hua tha
Mujhe pyar hua tha
Ikrar hua tha

Hai tammanna hamein
Tumhe dulhan bnayein
Tere haathon pe mehndi
Apne naam ki sajayein

Teri lele balaye tere sadke utarein
Hai tammanna hamein
Tumhein apna banayein

Nahi mushkil wafa zara dekho yahan
Teri aankhon mein basta hai mera jahan
Kabhi sun to zara jo main keh na saka
Meri dunia tumhi ho tumhi aasra
Duayein suno sazayein suno

Mujhe pyar hua tha ikrar hua tha
Kahani suno ho zubani suno
Mujhe pyar hua tha ikrar hua tha
mujhe Pyar hua tha
pyar hua tha
Pyar hua tha
Pyar hua tha

Hai Tamanna Hume Tumhe Dulhan Banaye Lyrics PDF Download

More Hindi Songs List