Baazigar Movie Dialogues – Shah Rukh Khan

Baazigar movie dialogues, this film was directed by Abbas-Mustan, and produced by Ganesh Jain,Champak Jainhar. Starring Shah Rukh Khan, Kajol.

Baazigar Movie Dialogues

Movie: Baazigar
Director: Abbas-Mustan
Producers: Ganesh Jain, Champak Jain
Cast: Shah Rukh Khan, Kajol
Release date: 12 November 1993

Baazigar Movie Dialogues

Kabhi kabhi jeetne ke liye kuch haarna bhi padta hai … aur haar kar jeetne waale ko baazigar kehte hai – Shah Rukh Khan

Udne ki baat parinde karte hai … tutte huye par nahi – Shah Rukh Khan

Ab sailaab aayega Madan Chopra … sailaab aayega – Shah Rukh Khan

Burai milne mein nahi hai … burai chup chupkar milne mein hai – Shah Rukh Khan

Kitaabein mehbooba se behtar hoti hai … atleast intezaar toh nahi karwarti – Shah Rukh Khan

Daud zindagi ka ho yah motor car ka … maine kabhi haarna nahi seekha – Dalip Tahil

Naam badalne se … insaan ka chehra aur uska jurm nahi badal jaata – Kajol

Tumhari haalat ek us aphahij jaisi ho gayi hai … jisse chalne ke liye baisaakhi ki zaroorat toh hai … lekin usse pakadne ke liye haath nahi hai – Shah Rukh Khan

Ab har cheez meri hai … aur har cheez ka maalik main hoon – Dalip Tahil

Tune mujhe power of attorney nahi … apni taqdeer ka woh kohra panna de diya hai … jis par main jab chahoon teri barbadi ka ithihaas likh sakta hoon – Shah Rukh Khan

Maa bete ka bhavishya chunti hai, duayen chunti hai … uske jism ke tukde nahi – Rakhee Gulzar

Zindagi mein tu kabhi sukhi nahi ho sakta … mere bachchon ki hai tera sukh chain sab kuch cheen legi … tu tabha ho jayega … yeh ek maa ki baddua hai – Rakhee Gulzar